CITIZEN AMENDMENT ACT-CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?

CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?

CITIZEN AMENDMENT ACT-CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?
CITIZEN AMENDMENT ACT-CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?

Pichle article me mene aapko CAB ke baare me btaya tha, Aaj me aapse CAA ke baare me baat karunga. me aapko btaunga ki CAA (nagrikta kanun) kya hota hai? or iski full form kya hoti hai?

  • CAA(CITIZEN AMENDMENT ACT) KI FULL FORM KYA HAI?

CAA ki full form hoti hai: CITIZEN AMENDMENT ACT 

  • CAA(CITIZEN AMENDMENT ACT) KESE BNA?

saal 2019 me sansad me ek bill pass kiya gya is bill ka naam CAB tha, per jab ye act sansad me pass ho gya to ye bill ek act/kanun ban gya jiska naam CAA (CITIZEN AMENDMENT ACT) kaha gya.
CITIZEN AMENDMENT ACT-CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?
CITIZEN AMENDMENT ACT-CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?

  • CAA KYA HOTA HAI?

CAA ka full form CITIZEN AMENDMENT ACT hota hai or CAA kanun ke tahat pakistan, bangladesh, afganistan aadi padosi desho se presaan hoker bharat me rahne aaye logo ko bhartiye nagrikta dene ka prawdhan hai. is bill me dusre desho se aaye  hindu, budh, jain, sikh, isai aadi logo ko naagrikta prapt karne ke niyamo me chhoot di jaayegi.is kanun me sirf muslim dharam ke logo ko samil nahi kiya gaya hai kyuki ye teeno padosi desh muslim desh hai, or in desho me muslmano ko koi khatra nahi hai, is nagrikta ke anusar yadi in desho me kisi bhi dharam ke logo ko, dharam ke naam per utpidan ka samna karna pad raha ho to in logo ko CAA ke tahat bharat ki nagrikta di jayegi.

saaf saaf kaha jaaye to - CAB YA CAA ke tahat PAKISTAN, BANGLADESH, AFGANISTAN me utpidit ho rahe kisi bhi dharam ke logo ko jo 31 DECEMBER 2014 se pahle BHARAT me aaye hain unhe BHARAT ki nagrikta ab kuch kam sarto me di jayegi.

NOTE: MENE AAPKO CAB OR CAA KE BAARE ME SUB KUCH BTA DIYA HAI, YE  KANUN KISI BHI MUSLIM DHARAM KE LOGO PR LAGU NAHI HOTA HAI, IS KANUN SE KISI BHI DHARAM KE LOGO KO KOI NUKSAAN NAHI PAHUCHAYA JA RAHA HAI.

AASHA KARTA HU KI AAPKO PADHNE ME MAJA AAYA HOGA OR AAP SUB JAAN GAYE HONGE KI CAA KYA HAI OR ISKI FULL FORM KYA HAI!

THANK YOU 
CITIZEN AMENDMENT ACT-CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?
CITIZEN AMENDMENT ACT-CAA KYA HAI - CAA KI FULL FORM KYA HAI?

CAA को लेकर इतना प्रदर्शन क्यों हुआ ?

जैसा की आप सब लोगो ने न्यूज़ पर देखा ही होगा कि इस एक्ट को लेकर कितने हंगामे हो रहे है!इस बात को आप सब बखूबी जानते है! फिर भी मै आपको ये बात साफ़ कर देता हूँ कि CAA को लेकर दो तरह के प्रदर्शन हो रहे है!
  • ये प्रदर्शन नार्थ ईस्ट में हो रहा है वह के लोगो का कहना है कि अगर सरकार ने इस कानून को लागु कर दिया तो दूसरे देशो के लोग वह आकर बसेंगे जिससे उनकी संस्कृति पर खराब असर पड़ेगा! इससे हमारी संस्कृति को खतरा होगा!

और नार्थ ईस्ट को छोड़ कर भारत के बाकि हिस्सों में इस बात को लेकर
  1. वहीं नॉर्थ ईस्ट को छोड़ भारत के शेष हिस्से में इस बात को लेकर प्रदर्शन हो रहा है कि यह गैर-संवैधानिक है। प्रदर्शनकारियों के बीच अफवाह फैली है कि इस कानून से उनकी भारतीय नागरिकता छिन सकती है।
NRC के तहत कौन-कौन से डॉक्युमेंट्स वैलिड हैं?
ये जानने के लिए इस लिंक को दबायेhttps://digitaleducation2019.blogspot.com/2020/01/CITIZEN-AMENDMENT-BILL-CAB-KYA-HAI.html

No comments:

Powered by Blogger.